04/05/2013

Bahut Pyar Karte Hain Tumko Sanam (Male) [ Saajan ]





Bahut Pyar Karte Hain Tumko Sanam Lyrics 

Bahut Pyaar Karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Kasam chaahe le lo..Kasam Chaahe le lo...
Khudaa ki Kasam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam

Hamein har ghadii aarzoo hai tumharii (2)
Hothi hai kaisi sanam Beqaraarii
Milenge jo tumko toh
Milenge jo tumko toh..Bataayenge hum


Bahut Pyaar Karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Kasam chaahe le lo..Kasam Chaahe le lo...
Khudaa ki Kasam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam


Hamaarii Ghazal hai tassavur tumharaa (2)
Tumhaare binaa abh, na jeena gawaaraa
Tumhe yunhii chaahenge
Tumhe Yunhii chaahenge jab tak hai dam
Bahut Pyaar Karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam

Saagar ki baahon mein, maujein hain jitnii (2)
Humko bhi tumse, mohabbat hai utnii
Ke ye beqaraarii
Ke ye beqaraari naa ab hogi kam


Bahut Pyaar Karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Kasam chaahe le lo..Kasam Chaahe le lo...
Khudaa ki Kasam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam